rooth kar mujhse vo mujhe yu saza

~¤Akash¤~

Prime VIP
rooth kar mujhse vo mujhe yu saza
deta hai
kya malum usay tanhai ab mujhe
maza deta hai sitam aur hai ki main fariyaad bhi
na kar sakun
ik ah pe vo kayi tahumatey mujh
par laga deta hai beshaq khamosh rahe zubaan ishq
ki mahefil mein
aksar aasun haal dil ka aakhon se
bata deta hai bharte hai jo har pal aahein pyaar
aur wafa ki
tod kar sare waadein vo hi shaqs
daga deta hai kare shikwa kaise hum tajurbah-e-
zindagi se
bemaqsad bhi jeena ye hume sikha
deta hai
 
Top