~¤Akash¤~
Prime VIP
Dil ka dard juban par aa nahi paaya
Aarzoo to bahut thi par kuch kah nahi paya
Wo khush the mere zakhamo ko dekh kar
Isiliye main chah kar bhi chupa na paya
Usne kaha tha ki wo phir aayega
Wo gaya aisa ki phir kabhi na aya
Kisko fursat hai jo sune dil ki batein
Kambhakat ye dil chup rah bhi na paya
Waqt ne kar diya is dil ko pathar ,
Rona jo chaha,to ek aansoo aankhon main na aya.
Aarzoo to bahut thi par kuch kah nahi paya
Wo khush the mere zakhamo ko dekh kar
Isiliye main chah kar bhi chupa na paya
Usne kaha tha ki wo phir aayega
Wo gaya aisa ki phir kabhi na aya
Kisko fursat hai jo sune dil ki batein
Kambhakat ye dil chup rah bhi na paya
Waqt ne kar diya is dil ko pathar ,
Rona jo chaha,to ek aansoo aankhon main na aya.