rat jage bada liye hum ne eshi hisab main

~¤Akash¤~

Prime VIP
rat jage bada liye hum ne eshi hisab main
mohabbat tumko hai. nahi hai. thi nahi thi
................................

kabhi aabad karta tha , kabhi barbaad karta tha,
sitam wo roj ek naya izaad karta tha,
zaamana ho gaya lekin khabar lene nai aaya,
jo paanchi roj mere naam pe aazad karta tha!!!!!!!!!
 
Top