rahtay hain sath sath

~¤Akash¤~

Prime VIP
rahtay hain sath sath
main aur meri tanhaee
kartay hain raaz ki baatain
main aur meri tanhaee
din tou guzar he jata hai
logoun ki bheer mein
kartay hain basar raatain
main aur meri tanhaee
saanson ka kiya bharosa
kab chor jaaein sath
lekin rahain gay sath sath
main aur meri tanhaee
 
Top