Pyasi nigaho ne harpal unka deedar maanga, Jaise amavas ne har raat chand manga.... Ruth gaya woh khuda bhi humse, Jab humne apni har dua me unka saath manga..