samay ki dhara mein sab ko khona hai kuch ko rona hai to kuch ko hasna hai humne bhi is samay ki dhara mein kisi ko khoya hai pyar karte the hum jisse usi ki wajah se yeh dil aaj roya hai