pyaar jisne kiya na ho , wo pyaar ko kya jaane

~¤Akash¤~

Prime VIP
pyaar jisne kiya na ho , wo pyaar ko kya jaane
mera dil ab bhi use chahta hai uske dil ki khuda jaane.


...................................

mere khuda khushi de unhe,
humne to aansuon ki chahat ki hai,
wo mujhe bhula de ye haq hai unhe,
hamari baat alag hai humne to mohobbat ki hai.
 
Top