pukara hoga.....!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
kabhi tumne bhi apne armanoon ko sajaya hoga,
khwaboon mein tere bhi ek chehra muskaraya hoga,
...
kabhi kisi ko sunne ka khayal tumko bhi aaya hoga,
kaano mein tumhari bhi kisi ki awaz ne shor machaya hoga,...

soti raaton mein kabhi tumne bhi khud ko jagaya hoga,
kabhi chandni ne tumko bhi apne chand se jalaya toh hoga,

Na kuch aur sahi par kabhi toh dil ko tumhare sakoon aaya hoga,
pyar se na sahi nafrat mein toh tumne bhi hamara naam pukara hoga.....!!!
 
Top