Mana ki humne pyaar ka ikraar nahi kiya, Ye meri sharafat thi ki maine tumhe badnam nahi kiya, Kash ek baar palat ke dekhlete, Phir tum ye na kehte ki maine tumhara intazar nahi kiya..