~¤Akash¤~
Prime VIP
koi ....uskaa dukh na samjhaa..... wo.... sadaa rotaa rahaa;
sab mazaa lete rahe..... aur .......maskharaa rotaa rahaa.
ik dulhan..... doli mein baithi..... toot kar roti rahi;
band kamre mein..... idhar.... ik sirfiraa rotaa rahaa.
laakh .....wo hanstaa rahaa hogaa .......wafaaon par meri;
par sunaa.... ho kar judaa...... wo be-wafaa.... rotaa rahaa.
ye sunaa thaa.... jo teraa hai ....muskuraataa hai sadaa;
main to..... saari zindgi ....mere khudaa!..... rotaa rahaa.
khush rahaa wo....... sabr se.... kaati hai jisne .....zindgi;
pher mein ninyaanve ke.... jo padaa... rotaa rahaa.....
PAWAN DIXIT DANKAURI
ninyaanve=99