parho ge jab koi shairi mein yad aaongi

~¤Akash¤~

Prime VIP
chaha hai meine boht shiddat se tumko...........
mein tumhein boht shiddat se yad aaongi........

yun sakon se tum kabhi so na sako ge..........
ban k dil ki kasak raat bhar jagaon gi...........

ab k baras sawan dil mein aag lagay ga............
bhego ge tum jab bhi barish mein mein yad aaongi.......

her shair her nazam mein nazar ayengi mere batein...............
parho ge jab koi shairi mein yad aaongi
 
Top