Mohobbat karne waale nigahon ki jubaan samajh lete hain khwabon main mil jaayen to mulaqat samajh lete hain yun to rota to asma bhi hai apni dharti ki judai main par duniya wale uske ashqon ko barsaat samajh lete hain