par choo sake jo aapko aisa haqdaar humsa koi nahin....!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hum mohabat aapse karte hai jiska koi hisaab nahin,
par aapko paaye yeh hamara khwab nahin,..
...
dur rah ke bhi diloon se chahat kam hoti nahin,
faasle juda karde yeh faaslon mein dum nahin,..
..
yaad har pal aapki aati hai kya aapko yeh maloom nahin,
dur rah ke bhi kya aapki hamraaz main nahin,..
..
yaad aapko kare bina raaton mein hum bhi sote nahin,
khwab aaye unke liye hum palkon ke mohtaaz nahin,..
..
aap to woh chand hai hamare jise kaun dur se dekhta nahin,..
par choo sake jo aapko aisa haqdaar humsa koi nahin....!!!
 
Top