par bedard logo ne mausam ka maza liya...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
sukhe patte ne ped se kaha ...
humari judai ka waqt aa gya..
....
tadpta ped kuch keh na saka..
usne khud ko hawa me bus lehlaha diya..
..
ye hawa chali mera dil sehma..
aaj kismat ne kis ko juda kiya...
..
meri aankh se barsaa pani..
asa man ka seena bhi dol gya...

main unke dard me shamil tha..
main unke dard me shamil tha...
par bedard logo ne mausam ka maza liya...!!!
 
Top