palkon ke taj pe bithakar gammon ke samunder main dubo diya

~¤Akash¤~

Prime VIP
begunahoon se hi gunahoon ka hisaab maanga jaata hai,
jo gunehgaar hua kartain hain unhe pyaar diya jaata hai,
kurbaani jung main hua karti hai,
mohabbat main ashkon ko apna bana liya jaata hai,
unki aashiqui ka chalan kuch ajeeb sa hai,
palkon ke taj pe bithakar gammon ke samunder main dubo diya jaata hai....
 
Top