pakshi

bejuban kehrahe apni kahani,
koe na sun paye is dard ko,

chah chah kar gunja amber shant ho raha hai ,
kalrav karte pakshiyon ko ,
kyun chup kiya ja raha hai..........????:peeng?

ud rahe panchi ki udan tham si ja rahi hai,
vihar karte pakshiyon ka mahatv,
kyun viman ke dhunye ko diya ja raha hai........????

jungal ka sadsya bikal kar lopt ho raha hai,
need ke vanshaj ko mita kar,
kyun apna ashiyan banaya ja raha hai............?? ?

prakartik khubsurati nishani ka khel ho rahi hai,
sundar pankho ki khatir,
kyun unhe nir wastra kiya ja raha hai................???
 
Top