paar yaad rakhna e hum rahai maar k bhi yeh pyara sa bandhan

~¤Akash¤~

Prime VIP
aaj phir ek dil tootega lagta hai
hamara raab hi humse ruthega

khatam hi ho jayegi yeh zindgi hamari
jab teri khusiyon ko koi tujh se lutega

jawab mein anshu nahi sabd chaiye
is zamane ko jab har saksh tum se poochega

paar yaad rakhna e hum rahai
maar k bhi yeh pyara sa bandhan kabhi nahi chutega
 
Top