or unhe samandar ki be wafai ka ahsas na hone do.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mera dil chata ha k
samandar k kinare dhalte suraj k manzar me
jb samandar
ki
lehrea apne daman me
seepia le ker
aye or tanha une sahil
per chorjaye
to
me
unhe samait ker
unse muskra k baten karo
or unhe samandar ki be wafai ka
ahsas na hone do.
 
Top