wo aise ishaq main kaisa kamaal rakhta hai ki berukhi main bhi mera khayal rakhta hai ajab nahi wo duniya jaha ko bewafa samjhe nazer main meri wafa ki misaal rakhta hai