Nadaan Haqeeqat

rimpy_alone

tere bina zindagi se koi
Usne kaha tum mein pehle jaisi baat nahi...
Maine kaha zindagi jo mere saath nahi,

Usne kaha ab bhi kisi ki ankhon mein doob sakte ho...
Maine kaha ab kisi aankh ki ye aukaat nahi,

Usne kaha kyon itna toot kar chaha mujhe ?...
Maine kaha insaan hoon pathar zaat nahi,

Usne kaha kya bewafa hoon main ?...
Maine kaha ab muje wafa ki talash nahi,

Usne kaha bhool jao mujhe ab to Nadaan...
Maine kaha tum haqeeqat ho koi khawab nahi !!
 
Top