~¤Akash¤~
Prime VIP
Subha k ujalon mai dhondta hai tabeerain..
Dil ko kon samjaye khuwab khuwab hotay hain..!!
Wapaas lut aana tu ab momkin hi nahi beraham..
Hum tu mut se bhi age nikal gaye teri chahat mein..!!
Kash Yeh Dil Apne Ikhtiyar Mein HOta"GHALIB"
Na Kisi Ki Yaad Aati Naa Kisi Se Pyaar HOta..!!