na jane kiyon tum par mit jane ko dil karta hai...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
tum khuda to nahi ho yeh janta hoon main,
phir bhi tujhe sajda karne ko dil karta hai......
...
tere intzaar main aksar tanha rehta hoon main,
tanhai main tera intzaar karne ko dil karta hai........
...
teri ibadat hai 'meri es zindagi ka sabab,
na jane kiyon tum par mit jane ko dil karta hai...!!!
 
Top