Na jaane kaun si majbooriyon ka qaidi hai wo

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hum bharey shahar main tanha to nahi the lekin
Koi rishta na mila phir teri chaahat jaisa

Jise chaaho use ehsaas-e-khudai de do
Silsila pyaar ka rakho to ibaadat jaisa

Yeh aur baat hai dushman hai aaj magar
Wo mera dost tha kal tak use bura na kaho

Na jaane kaun si majbooriyon ka qaidi hai wo
Wo saath chhor gaya hai to use bewafa na kaho
 
Top