mujhko yaqin hai sach kahti thi jo bhi ammi kahti thi, jab mere bachpan ke din the, chaand mein pariyaan rehti thi, ek ye din jab apno ne bhi humse naata tod diya, ek wo din jab paed ki shakhen boj hamara sehtin thi.......