Mujhe Zindagi ki dua na doon,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mujhe Zindagi ki dua na doon,
meri zindagi se bani nahi,
Koi zindagi pe karey yaqeen
Mujhey zindagi par yaqeen nahi,
Ye safar bhi kesa safar hai yaro
Me kbi kahi to kabi kahi,
Mujhey jis sanam ki talaash the,
Wo mila magar,mila nahi,
Main wo baat hoon jo bani nahi
main wo raat ho jo kati nahi,
Mujhey Zindagi ki dua na du meri zindagi se bani nahi
 
Top