Bahut Tamanna thi pyaar main aashiyan banane ki, Bana chuke to lag gayi nazar zamaane ki, Usi ka karz hai yeh ashq meri aakhon main, Mujhe sazaa mili bas itna muskuraane ki.