Mujhe Khuda milgaya laikin wOh shaks nahin milta

~¤Akash¤~

Prime VIP
mein kuch bhi karon mujhe wo shakhs nahin milta
jis kai bina mujhe ek pal ka sukoon nahin milta

main ne dhonda hai ussai pOori duniya main
mujhe her shaks milta hai laikin wohi nahin milta

main nai Khuda se dua ki kai mildai usse mujhe
Mujhe Khuda milgaya laikin wOh shaks nahin milta
 
Top