~¤Akash¤~
Prime VIP
zindagi me kabhi kabhi dukh bhi aate hai
hai wohi sachhe insaan jo tab bhi muskurate hai
karni hai mujhe tumse kai baatein
kyon mere lab tere saamne sil jaate hai
taqat par apni gumaan na kare koi
na jaane kab kaise yahan rang badal jaate hai
dil me ek nai tammanna janm leti hai
mujhe dekh kar jab woh muskurate hai