mujhe dard bhi dena to saara dena,

kabhi shaam kabhi aanchal ka kinara dena
mein agar doob ke ubhroon to sahara dena

teri ulfat mein mukammal hoon har pehlu se
mujhe dard bhi dena to saara dena

main tujhe ghum ke samandar mein kinara doonga
tu mujhe hijr ke tufaan mein sitara dena

main teri yaad ke sehra mein kahi rehta hoon
kabhi aana to halka sa ishaara dena
 
Top