ab ke socha hai ke khud ko yeh saza di jaye Unse wasta har ik baat bhula di jaye ab talak ji liya, itna bhi ghaneemat hai bohat mujh ko jeenay ki na ab aur dua di jaye!!!