mujh ko jalne se hai bachte tere aansu...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
moti se bhe keemti hote tere aansu,
jo mere daman main girte tere aansu.....
..
mere khwabon ko aankho main basa leti jo tu,
zamanae ki aankho main phirtetere aansu......
..
inko dunia ki aankho se acha kerakhna,
kahin koi chura kena le jaye tere aansu......
..
ussi ko shyad ganga jal kehte hai log,
jab ganga ji main hai milte tere aansu........
..

un motiyon ka jag main koi daam na hota,
jo seep ke muh main ja girte tere aansu......
..
sard mausam ki barish ki tapti boondon se,
mujh ko jalne se hai bachte tere aansu...!!!
 
Top