Muje He kyon Mila Itna Gum Kabhi Sochna

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kya Gam hai kya khushi maloom nahi
Wo apna hai ke ajnabi maloom nahi


Jiske bina ek pal bhi nahi guzarta
Kaise guzregi zindagi maloom nahi…!!

Ankhe kyon Hui Meri Num Kabhi Sochna
kyon Hua Hm Pe Itna Sitam Kabhi Sochna
Pyar To Hum DonoNe Kiya Tha Lekin Sirf
Muje He kyon Mila Itna Gum Kabhi Sochna
 
Top