MOHABBAT na hoti

~¤Akash¤~

Prime VIP
shararat na hoti,
shikayat na hoti,
naino mein kisi ke najakat na hoti,
na hoti bekarari,
na hote hum tanhan,
jo jahan mein kambakhat ye
MOHABBAT na hoti,
na hote ye sapne,
ye khawabon ki duniya,
kisi ko chahat ki tamanna na hoti,
na julfon ki chaya,
na phoolon ki khusbu,
yaadon mein unke ye raat na kat ti,
jo na hoti ye mohabbat,
ye ansun na hote,
dil bhi na khota,
aaj tanhan na hota,
majnu se apni ye halat na hoti,
jo jahan mein kambakhat ye
MOHABBAT na hoti
 
Top