Kisi k dil pe kya guzri, kisi kO kya khabar is ki Kisi kO apna haal-e-dil suna kar kuch nahi milta..!! aye KHUDA tu ne kyou bnaya "AATISH-E-DOZAKH ... " Mohabbat hi kafi ha insaan ko jalane ke lye ...