Moahbat karne ke hunar humko sikhaa deta hai...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jab bhi milta hai bichadne ki sazaa deta hai,
Yaar milkar mera, tanhaai ki dawa deta hai.
..
Khauf hota hai judaai ka milne ke baad,
Justju milne ki phir aur badhaa deta hai.
...
Wo jo hota hai bas wo hi hota hai,
Ho koi rang duniya ka bhulaa deta hai.
...
Yun to duniya hai kitne rangon main rangi,
Chand lamhon main kya rang dikhaa deta hai.
...
Uski har baat, aur baaton main baatein,
Moahbat karne ke hunar humko sikhaa deta hai...!!!
 
Top