Meri wafa ke taqaaze tu

Saini Sa'aB

K00l$@!n!
meri wafa ke taqaaze tu qalb-o-jaan tak hain..

Muje bata k iraade tere kahan tak hain..

Tere khayal ki khushbu ke sath jaenge,

hajoom-e-dard ke raste jahan tak hain,

hamare baad khuda jane kaisa manzar ho,

hum aftaab hain aur sham ki azzan tak hain..!!
 
Top