meri haya pe yaqeen rakhna

Pardeep

๑۩۩๑┼●ℛŐŶ
3906027145_c6dabb6377-1.jpg
meri sada pe yaqeen rakhna
Hazar Batain Kahay Zamana
kisi ko hasta na dekh pay
ajeeb shay haa yeh bahri duniya
yeh bemurawat haa bewafa haa
na bewafa pe yaqeen rakhna
Hazar Batain Kahay Zamana
azar main rahna haa khushnaseebi
nazar se girna haa behayaee
haya haay ourat ka akk gahna
meri haya pe yaqeen rakhna
Hazar Batain Kahay Zamana
dekhai gay rang asal ka ek din
kabi kisi mor per duwain
kabi kisi mor par duwain
gusar hi jain gay din ghamo ke
meri duwa pe yaqeen rakhna
Hazar Batain Kahay Zamana
meri wafa pe yaqeen rakhna
har akk ada pe haa begumani
meri ada pe yaqeen rakhna


 
Top