meri ankhon main khuaf badta jaata hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
rat ka saya jab jab badta jaata hai
meri ankhon main khauf badta jata hai

kise samne byan katrun apna dard e judae
kaatne ko si daudti hay ye tanhae
jaanlewa nazar aati hai khud ki hi parchae
sanso ka safar ruk sa jata hai
rat ka saya jab jab badta jaata hai

jakhmon ka dawa bhi to kahin nahi milti
aisi b kya kismat ko humse ruswae hai
jo ek baar b unse humari nazar nahi milti
unka naam juban par aate hi
askhon ka bhna shru ho jat hai
rat ka saya jab jab badta jata hai
meri ankhon main khuaf badta jaata hai
 
Top