Mere marne ki duaa do ki main Zinda hoon abhi!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Phir koi zakham lagaa do ki main zinda hoon abhi
Meri pehchaan mitaa do ki main zinda hoon abhi
Mere hotay huye tum ashk bahaao to bura lagta hai
Meri aankhon ko rulaa do ki main zinda hoon abhi
Aur Kuch to tum se hargiz na diya jaayega
Mere marne ki duaa do ki main Zinda hoon abhi!
 
Top