mere dino ki khabar to har kisi ko hai,
meri jaagti raaton ka hissab kaun karega
mere saath bitaye hua waqt to sab ko yaad hain
mere tanhai ke palon ka hissab kaun karega
meri khushiyon ka bahi khata sab ke paas hai
meri udhar ke gummon ka hissab kaun karega