mera har katil lamha bas yahi tammana karta hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
hamare samne baithkar yun na muskaraya karo
kya karen dil ro padta hai
wafa to kar na paaye bewafae to ache se karo
hamara to rom rom tmse yahi khta hai
ham tere jitne jalim to nahi
hamara zamir aj bhi yahi kahta hai
tere aansoun par khusiyan bikher jayenge
hamara toota dil aj bhi yahi wada karta hai
bas hamare samne rahkar yn na jalaya karo
nahi to nadan dil tookde tookde ho jata hai
kam se kam khamosh hi rakh liya karo apne ap ko
mera nausad dil tmse yahi umeed karta hai
ho sake to apne ap ko aaiyne main chupa lo
mera saya teri ruh se yahi fariyad karta hai
meri kabar par tm aasun na bahane aana
mera har katil lamha bas yahi tammana karta hai
 
Top