is char pal ki zindagi ko katron mein jina chahata hun .. tere saath bitaye har pal ko zindagi banana chahata hun .. hai mumkin nahi ki saath chalein hum zindagi ki rah par ... mein iss mod par hi zindagi bitana chahata hun ..