maut............................ekam

e singh

Member
Aaj mein bhi bada muhahit hu
guftgu-e-maut karne se,
hum bhi dekhe kitni haseen hai wo pari,
ki jisko dekhne ke bad har koi uski ka hokar reh jata hai,
dekhe kitna jor hai uski naso me,
kitna samaa leti hai mujhe insaan-e-laash karne me,
dekhe kitna anad hai uski goud me
jise jhoolne bala ab thaka nahi jo ab thak ghar wapis nahi aaya,
laseef hoon is baat se ki kahein wo bhi
mujhe mulakaat ke bad meri zindgi ki trah thukra na chali jaye,
aae malika-e-husan kabhi bhi aa jana mujhse mukhalif hone
mere dil ki thakhti par hamesha tumhe swagtam likha milega
ek hi isha reh gayi hai haare dil ko ke jaldi se tera didar ho jaye
kahein aisa na ho ke EKAM ke chanchal man ko
tujhe paane ki hasrat hi na rahe
 
Top