Matti ki khusbho tak bhul jata hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
Matti ki khusbho tak bhul jata hai
shorat ka nasha kuch yu ga jata hai
Inssa ko inssa nazar nahi aata hai
Junoon khud ko sabeet karnay ka yu ga jata hai
Zamir ko beach inssa kha jata hai
Aapno ko jo nahi pahchan pata hai
Watan ko kahan wo kuch day pata hai
Khudi kay wastay jeeta jata hai
Samaj ko dhokha deta jata hai
Jab dolat ka nassha ghata hai
Mitti ki khusbho tak bhul jata hai
Jab tak wo kuch samajh pata hai
Matti main khud he mill jata hai
 
Top