Marna tha duaoo say likin mar dala bewafaee say....

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mera har gam tari har khushi se behater ho ga,
Mera har din tari har raat se behater ho ga,
Yakin naa aaye to aa kar dekh lena,
Mera janaja tari doli se behater ho ga.
Likhana tha khoon say magar likh raha hoon sihaai say .....
Marna tha duaoo say likin mar dala bewafaee say....
 
Top