Mar pichho in akhho se

Mar pichho in akhho se
Kya -kya in aakho ne dekha hai
maine yahan logo ko
Rishtey dotte huye dekha hai


Har sakhash chhupaye betha hai
Raaz hazaro seene main
maine logo ko chupke-chupke
Daag daman ke dhote dekha hai


Arsh ko pane ka karte the dava
Unke kadamo ke niche se
farsh ko khote dekha hai


Aisi jagah yahan jate hi
Naak sikur jati hai

Aisi jagah par maine
Logo ko sote dekha hai


Kehte hai chalti hai
Duniya jinke ishare pe
Khuda ke ishare pe
Unko duniya se chalte dekha hai


mat puchho in aakho se
Kya-kya in aakho ne dekha hai
maine yahan logo ko
Rishtey dotte huye dekha hai
 
:x sachai aa 22, bohat vadia...

"Mitti ka jism le ke pani k ghar main hun
manzil hai maut meri, main har pal safar main hun
Hona hai qatal, ye maloom hai mujhe
Lekin khabar nahi main kis-kis ki nazar hun..."
 
Top