~¤Akash¤~
Prime VIP
Usne pucha kitna tumhe pyar hai ?
Maine kaha jiska hisab nahin hai...
Usne pucha kya dekhte ho ?
Maine kaha tum khuda ki ajeeb inayat ho...
Usne pucha chand ka chandi se kya raaz hai ?
Maine kaha yeh chahat ka bada hi gehra saaz hai...
Usne pucha kya dil mein tumhare armaan hai ?
Maine kaha iss dil mein pyar ka khumar hai...
Usne pucha kab tak saath nibhaoge ?
Maine kaha mar bhi gaye hum toh apni dhadkano mein humko sun paoge...!!!