~¤Akash¤~
Prime VIP
is duniyaa ne..... meri wafaa kaa.... kitnaa oonchaa mol diyaa;
baaton ke tezaab mein......... mere man kaa...... amrit ghol diyaa.
jab bhi koi inaam milaa ha........i meraa..... naam bhi bhool gaye;
jab bhi koi ilzaam lagaa hai....... mujh par..... laa kar dol diyaa.
haath ke chhaale ......paanv ke kaante ......aankh ke aansoo..... dil kaa dard;
toone...... mujhko pyaar mein...... jo bhi tohfaa diyaa........ anmol diyaa.
ab gam aayen..... khushiyaan aayen..... maut aaye..... yaa..... too aaye;
maine to..... bas aahat paayee...... aur....... darwaazaa khol diyaa.
jitnaa...... khushi se rishtaa meraa...... utnaa...... gam se naataa hai;
maine....... ek meezaan mein...... apnaa.... saaraa dukh sukh tol diyaa........
RAAHAT INDORI