maine dard ko peena seekh liya hai, tere bin jeena seekh liya hai, har aahat per jaag jaata tha yeh dil, ab chain se sona seekh liya hai, kabhi ladkhadte they jo kadam, ab maine chalna seekh liya hai.