~¤Akash¤~
Prime VIP
Main waqt ki dehleez pe tehhra hua pal hou
Kayam hai meri shaan main TAAJMAHAL houn
Bhoola hai na bhoolega kabhi muzhko zmana
Zinda hai mere dum se mohabbat ka fasana
Jo dil main utar jaaye vo rangeen gazal houn
Main waqt ki dehleez pe tehhra hua pal houn.......
Main aman ka pegaam mohabbat ki nishani
Vo husn houn dhalti hi nahi jiski jwani
Ye kis ne khaaa tumse ki guzra hua kal houn
Main waqt ki dehleez pe tehhra hua pal houn.....
Patthar ki emarat houn mgar mooum ka dil hai
Poonam sa hansi chand mere gaal ka til hai
Mumtaz ki pakeeza mohabbat ka kamal houn
Main waqt ki dehleez pe tehhra hua pal houn....
Kab maine khaaa maine muzhko nigahoon main bsa lou
Mumkin hou to zeehreeli hwaoo se bacchalo
Do chahne walon ki tamannao ka phal hou